Ab serials dekha bhi ek achi aadat hai…..
Kya aapne suna hai
“Aunty pehle isne mujhe kutta kamina kaha tha, nahi aunti isne pehle bola tha, kaan ke neeche doonga, lahu lohan kar doonga”
Ya phir yeh Suna hai
“Bhag gayi hogi kisi ladke ke saath, kya kare jawani ka garam khoon hai na, koi baat nahi subah tak aa jaegi”
I know aap ab tak samaj gaye honge, Ramayan ki gaatha to theek thi, magar promotion karne ki itni kya zaroorat, Agar zaroorat hai, to kya yeh sab TRP Badane ke liye ho raha hai.
Lagta hai producer ko pata hai, ki aajkal ki gen-next aise serial nahi dekhti, chalo Good Attempt, keep it up. Magar yeh zyada nahi hona chahiye, Kahin paasa ulta palat gaya to.
So producer jii, un main poochna, KYA AAP PANCHVI PASS SE TEZ HAIN??